Imágenes de páginas
PDF
EPUB
[graphic][merged small][merged small][merged small]

11. Nádán log chánd ko be chete se dekhte hain, lekin dáná ádmí us ko, aur ghumte hue saiyáron ko, aur sitáron ko, us gháib, yane Ķhudá ke, jo in sabhon kí ráhnumáí kartá hai, baṛí qudrat kí dalil samajhkar dar se dekhta hai.

12. Jo ádmí, ki har roz apne kháliq ko pújtá hai, wuh Khuda ke dar aur ibrat se nazar útháe boltá hai, kí "In sabhon ko mere Báp ne banaya hai."

MIRRIKH KE BAYAN MEN.

1. Qaidah shamsí se málúm hua, ki Khudá ne kyunkar áftáb ko darmiyán rakhá, aur pahle Utárid, pher Zuhrah, pher is zamín ko, uske gird, ghúmne wále muqarrar kiya.

2. Chauthe darje wálá Mirríkh saiyárah hai: zamín ke ba nisbat uská dal, faqat pánchwán hissah hai. Aur wuh apní lál súrat se pahcháná játá hai. Hisáb kiyá gayá, ki wuh áftáb se dur hai, chaudah karor, chalís lákh mailz, is se kam nahín hai.

3. Itná jo dur hai, Mirríkh áftáb se, Mirríkh ko apná ádhá dal dekháí detá hai áftáb, ba nisbat dekháí dene uskí zamín ko.

4. Khuda ne Mirrikh ko ek mutájjib tez rawí dí hai, yane sare ghanța pachpan hazár mailz kí. Yih gird aftab ke chhah sai, sattásí din men apne daure ko tamám karta hai,

5. Mirríkh bhí ek taṛá jirm hai, uská qutr chár hazár, do sau mailz daráz bai.

6. Mirríkh ko, yih zamín aur chánd do chánd ke muwafiq nazar áte hain, nazdík nazdík, aur makán

together. Our earth appears almost as big to Mars as Venus to us.

7. Thus, if to the inhabitants of Mars and Venus our earth appears a mere star, we ought to bear in mind that those planets, though to our eye so small, are vast worlds.

THE ASTEROIDS.

Ceres.

sun than Mars:

1. Ceres is a small body, much less than any of the planets; it is farther from the its diameter is only 165 miles.

2. She is distant from the sun 263 millions of miles. A cannon ball would be 61 years in travelling from the sun to Ceres. She travels round the sun in 4 years and 221 days,

Pallas.

1. Pallas is another asteroid, very small, its diameter being only 30 miles.

2. It is distant from the sun 265 millions of miles: it would take a cannon ball 62 years to reach it from the sun. It travels round the sun

in 4 years and 7 months.

badlá badlí karte hain, Mirrikh kí nazar men. Jitne dal ká Zuhrah zamín ko nazar átí hai, qaríb itne dal ke zamín Mirrikh ko nazar átí hai.

7. Pas, agarchih Mirríķh aur Zuhrah ke báshindon ko, vih zamín sirf ek sitárá sí nazar átí hai; is bát ko samjhá chahiye ki we saiyáre bhí, agarchih dekhne men bahut chhote hain, filhaqiqat bare ijram hain.

CHHOTE SAIYARON KE BAYAN MEN.
Siriz ke bayán men.

1. Síríz ek chhoțá jirm hai, sab saiyáron se bahut chhotá; wuh áftáb se ba nisbat Mirríķh kí ziyádah dúr hai. Us ká qutr faqat ek sau painsath mailz daráz hai.

2. Wuh áftáb se dur hai chhabbís karor tirsath lákh mailz. Agar áftáb par se top chhorí jáegí, to us ká golah eksath baras men Síríz tak pahunchegá ! Wuh apne daure ko gird áftáb ke tamám kartá hai chár baras, do sai, ekkís din men,

Pállas ke bayán men.

1. Pállas ek aur bahut chhota saiyárah hai. Uská qutr faqat tís mailz lambá hai.

2. Yih áftáb se dúr hai chhabís karor, painsaṭh lákh mailz. Agar súraj par se top chhorí jáwe, to uská golah Pallas talak básath baras men pahunchegá. Gird áftab ke wuh apne dauṛe ko tamám karta hai chár baras, sát maline men.

« AnteriorContinuar »